Mirza Ghalib
Ghalib padh kar hum kabhi daad nahi dete, bezuban jo ho jate hain.
Magar itna zarur kahenge, "aaj phir unka paigaam aaya hai, aaj phir
mahfil bhari bhari si hai"
Ghalibsaab ki ek ghazal aaj pesh-e-khidmat hai aap sab ke liye :
Daayam pada hua tere dar pe nahiN hooN maiN
Khaq aisi zindagi pe ki paththar nahiN hooN maiN
Permanently fallen on your door step I am not
Be perished such life, a slab of stone I am not
KyuN gardish-e-mudaam seE ghabra na jaaye dil
Insaan hooN pyaala-o-sagar nahiN hoon maiN,
Why from eternal worries terrorized be the heart
I am a human being, a cup or goblet I am not
Yaa rab zamaana mujhko mittata hai kis liye
Lauhe-jahaan pe harfey-mukarrar nahiN hoon maiN
Oh God this age is destroying me for what reason
In this iron world inscribed words I am not
Had chaahiye saza mae akhoobat ke waaste
Aakhir gunahgaar hoon kaafir nahiN hoon maiN
There should be a limit to punishment for the sake of torture
After all I am only a sinner, a heretic (kafir) I am not
Kis waaste azeez nahiN jaante mujhe
Lalo - zumroo - doe - zaro - gaohar nahiN hoon maiN
What is the reason the noble do not recognise me
Ruby, Emerald, gold or pearl I am not
Rakhte hoe thum khadam meri aankhon se kyun daroagh
Ruthbae mae maehro - maah se kamtar nahiN hoon maiN
Keeping you are your feet from my eye distanced
In status from sun and moon, lesser, I am not
Karte hoe mujh ko manaaye-khadam-boas kis liye
Kya aasmaan ke bhee baraabar nahiN hoon maiN
Why are you restraining me from kissing your feet
What even to the sky equal I am not
'Ghalib' wazeefa-khwar ho do shah ko dua
Voh din gaye keh kahate the naukar nahiN hoon maiN
'Ghalib' you are a petitioner, do praise the sovereign
those days are gone when you boasted, servant I am not
[ Daayam pada hua tere . . . . by Ghalib ]
Translation from Urdu : AAKUDROLLI
Visit Mirza Ghalib for more ghazals by the Great Poet.